Samosa
#Samosa# Ingredients:- Stuffing ke liye 1- 1/2 kg potatoes 2- 2tbspoon sabut dhiniya 3- 1 tbspo saunf 4- 2 tbspoon barik Kati hui adrak 5- 1 teaspoon laal mirch powder 6- 1 teaspoon garam masala 7- 1 teaspoon amchur powder 8- 1 teaspoon barik Kati hari mirch 9- namak swad anusar 10- 4 tbspoon oil *Dough banane ke 1- 2 cup maida 2- 1/4 cup ghee 3- 1/2 teaspoon ajwain 4- namak swadnusar 5- thanda Pani ( fridge ka) Method:- Dough banane ke liye:- Sub se pehle maida , ghee , ajwain, aur namak mix Kar le Ab thanda Pani leke tight dough bana ke 30 min dhak ke rakh de Stuffing ke liye :- Sub se pehle potatoes ko boil Kar le chilke nikal le aur barik Kat le Ab sabut dhaniya aur saunf ko alag alag kut le mixer me nahi pisna powder nhi karna hai jaise pic me Hai waise hi rakhna hai Ab ek pan me oil garam Kare use sub se pehle adrak Dal ke bhune jb adrak bhun Jaye usme dhaniye aur sauff kuti hui Dal ke bhune ab ...